Sunday, January 20, 2008

ghatiya shayari

baatein to aap ki hi khatam nahin hoti,
aur humein badnaam kiye jaate ho
: badnam ko aur kitna badnam karein?
ya naam de do ya be-naam kar do,
badnaami ko bhi kuch sharam aati hai...
aapke muh se aate hue.